love this place i will inshallah visit this place again..
Masha Allah… Allah mujhay bhee qubool farmaye deen ki mehnat k liye. (aap sab bhee meray or apnay liye yeh dua kardo please).
Aik or baat p itni khushi hoi k Masha Allah, is jagah bhee kaheen dukan p casette may Maulana Tariq Jameel sahab ka bayan chal raha hai. Bayshak Allah jisay chahay qubool farmaye.